God created the beauty
The fragrance of the tiny flowers spread across miles
The varied shades of the firmament lying quiet
The birds humming the divine tunes
The soft breeze carrying the holy whispers
The flowing water purifying the souls it touches
The Mother Earth holding the remains without any complaints
The trees standing in patience n bearing the sweet fruits
The rains showering the message of love
The never repeating colours making the rainbow glow
The world a screen, every dusk n every dawn a new scene
Then he created the Humans
And his creativity ceased to exist forever after…
Sunday, 26 July 2009
Thursday, 16 July 2009
The Arz Hai Series
1.
Bhool gaye aise ki hamein jaante nahin hain
Aur hum apni jindagi unpe loota chale
Ek tumhari aas hi hai jo aakhir hamare saath hai
Nahi to hum apne saanso ko kab ke chod chale the…
2.
Kal ki hi baat thi ki hum aap ki baahon mein madhosh the
Kal ki hi baat thi ki hum apni khabo mein khush the
Kal ki hi baat thi ki hum aapke sab kuch the
Kal ki hi baat thi ki hum aapke pyaar mein mast the
Aur ek aaj hai ki tum hamare na rahe aur jindagi jindagi na rahi…
3.
Har pal is judai ka
Hai sitam nahi ehsan hai waqt ka
Agar hoti nahi ye dooriyan
To kadar na hota apke pyar ka…
4.
Is dil ke arman ho tum
Jine ka ho maqsat tum
In ankho ki ho roshni tum
Hoto pe saje hue nagme ho tum
Tumhi se hai ye jindagi, kyonki is
Jindagi ke jindagi ho tum…
5.
Ek adhoori pyaas si bankar reh gayi mohabbat
Ki jeete hain to marne ki aas lekar
Naseeb ne jo chini humse woh saari khushiyan
Unhe taaro ki tarah sajaana chahte aap ki jindagi mein pyaar bankar
6.
Lafzon ke daayre mein khinch na payenege woh aapke sitam
Pyar ke ehsas mein bhoole gaye the saare gum
Gir gaye aansuon ke saath hamare sapne
Aur aapke vaadon ke saath bikhar gaye hum...
7.
Tanhai ne apnaya aur bheeg gayi ye udaas aankhein
Rok na paye aur chalak kar beh gayi aansuein
Jeene ki aarzoo jo khatam ho chali
To pyar ki in raho mein hum khud ko mita chale
8.
Apne rooh ko jala kar apke mohabbat ko roshan kiya
Toot gaye hum phir bhi apke hasin ko mehfooz rakha
Bhool gaye humein aur hum intezaar mein baithe rahe
Saath reh gaye gum aur humne apke diye hue dard se bhi pyar kiya…
9.
Badh gayi dooriyan itni
Ki hum apki ek jhalak ko taras gaye
Haalat ke aandhi mein
Ummeed ke diye bhuj gaye
Apke pyar ke chirag ko le chale hain jindagi ke raah mein
Aap agar saath dein to hum is duniya ko mehfil mein badal dein..
10.
Jaane kyun dard se ek naata jud gaya
Is rishte ne humein wafa karna sikhaya
Ab is dil mein itni dard bhari hai
Ki ab khushi bhi begana lagta hai…
11.
Aapki khusboo ki ehsas ne humare khayalon ko mehka diya
Aapke haseen muskurahat ki yaad ne is dil se saare dard ko dafa kiya
Ab in yaadon ka hi sahara hai
Ki inke rangon mein hum apne aap ko bhool chuke…
12.
jindagi ne humein aise tabah kiya
ki humari Tanhai bhi tanha rehne ko dare
raakh ban kar reh gayi humari hasti
ki hum apne aap ko pehchaan ne se rahe

Skewed thoughts
o Life always gave me fair chances, it was me who chose the wrong one
o I do not mind failing to the situation, coz that teaches me how to conquer
o Do not try to dig my past, it will only create a sub-way to hell
o Never let a compromise be a regret for a lifetime
o I was born creative, circumstances made me normal
o I have always been highly motivated to achieve things, it’s just that I am a bit lazy
o Don’t go by my appearance, its just a mask covering the hollowness rooted deep within
o I do want to be single; but I do not want to be alone…
o I have died long ago, what you see of me is the remains that only time can perish
o I want to paint my thoughts with the wildest shades of life and make the brightest painting that others can cherish…
o Feeling low is like a quicksand; it will only take you to the depths of solitude and silence your smiles
o My life is a state-of-the-art jail where thinking is barred, laughing is fined and living life is strictly prohibited…
o The most efficient key to happiness in life is the habit of loneliness
o The fake smile is the new means I have found to conceal all the screw-ups
o My tongue is sharper than any knife; it will cut u so deep that it’ll take your lifetime for the wound to get healed…

Subscribe to:
Posts (Atom)